Wednesday, 30 March 2011

Momen Khan

Wo jo ham men tum men qarar tha tumhen yad ho k na yad ho.

Momen Khan
Wo jo ham men tum men qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
vahii yanii wadaa nibaah kaa tumhen yaad ho k na yad ho
wo naye gile vo shikaayaten vo maze maze kii hikaayaten
wo har ek baat pe rothanaa tumhen yad ho ke na yad ho
ko_ii baat aisii agar hui jo tumhare ji ko buri lagi
to bayaan se pahale hi bholanaa tumhen yad ho ke na yaad ho
suno zikr hai kai saal kaa, koi waada mujh se tha aap kaa
vo nibaahane kaa to zikr kyaa, tumhe.n yaad ho ke na yaad ho
kabhi ham men tum men bhi chah thi, kabhi ham se tum se bhi rah thi
kabhi ham bhii tum bhii the aashnaa, tumhen yaad ho ke na yaad ho
hue ittefaaq se gar baham, vo vafaa jataane ko dam-ba-dam
gilaa-e-malaamat-e-arqabaa, tumhen yaad ho ke na yaad ho
vo jo lutf mujh pe the beshtar, vo karam ke haath mere haath par
mujhe sab hai.n yaad zaraa zaraa, tumhe.n yaad no ki na yaad ho
kabhi baithe sab hain jo ruu-ba-ruu to ishaaraton hii se guftaguu
vo bayaan shauq kaa baramalaa tumhe.n yaad ho ki na yaad ho
vo bigarana vasl ki raat kaa, vo na maananaa kisi baat ka
vo nahin nahin kii har aan adaa, tumhe.n yaad ho ki na yaad ho
jise aap ginte thy aashnaa jise aap kahate thy baavafaa
main vahii hun "Momin"-e-mubtalaa tumhen yaad ho ke na yaad ho

Mohsin Naqvi

Bichhar  k mujh se kabhi to ne ye bhi sochaa hai
By Mohsin Naqvi

Bichar  k mujh se kabhi to ne ye bhi socha hai
adhura chand bhi kitana udas lagata hai

ye vesl ka lamha hai ise rayegan na samajh
ke is ke baad vahi duriyon ka sahara hai
-
kuch aur der na jharta udasiyon ka shajar
kise Khabar tere saye mein kon betha hai



ye rakh-rakhao muhabbat sikhaa gia us ko
vo roth ker bhi mujhy muskra k milta hai
mein kis tarah tujhe dekhun nazar jhijhakatii hai
tera  badan hai ke ye aainon ka dariya hai


Ahmad Faraz

Is se pehly ke bevafa ho jayen

Ahmad Faraz

_
is se pehly ke bevafa ho jaayen 
kyon na ay dost ham juda ho jaayen 
to bhi hiire se ban gaya patthar 
ham bhi kal kya se kya ho jaayen 
ham bhi majaburiyon ka uzr karen 
aur kahin aur mubtalaa ho jaayen 


ishq bhii khel hai nasiibon kaa 
Khaak ho jaayen kimiya ho jaayen 
ab ke gar to mile to ham tujh se 
aise lipaten teri qaba ho jaayen 
bandagi ham ne chhor di hai 'Faraz'
kyaa karen log jab Khudaa ho jaayen 

Friday, 25 March 2011

NEWS PAPERS


NEWS PAPERS

The Courts

The Courts____________

Universities


King Edward Medical University Lahore

University of the Punjab, Lahore

GC University Lahore

GC University Fasilabad

Lahore University of Management Sciences Lahore

Lahore College for Women University Lahore

University of Gujrat, Gujrat

University of Health Sciences Lahore

Beaconhouse National University, Lahore

Lahore University of Management Sciences, Lahore  

Forman Christian College University Lahore

Hajvery University Lahore

University of Education, Lahore

Virtual University of Pakistan,  Lahore

University of Management and Technology Lahore

Superior University, k,  Lahore

University of Central Punjab Lahore.

GIFT University, Gujranwala
The University of Lahore,

University of South Asia Lahore

The University of Faisalabad

National Textile University, Sheikhupura road, Faisalabad

Fatima Jinnah Women University,Rawalpindi

National University of Sciences and Technology, , Rawalpindi

The Islamia University of Bahawalpur, Bahawalpur

University Of Arid Agriculture, Rawalpindi

Riphah International University Rawalpindi

Bahauddin Zakariya University, Multan
www.bzu.edu.pk/

Bahria University, ,
Islamabad

Foundation University Islamabad,

Mohammad Ali Jinnah University,
Islamabad.

National University Of Computer and
Emerging Sciences

National University Of Modern Languages Islamabad

International Islamic University Islamabad

Riphah International University, Islamabad
Quaid-i-Azam University, Islamabad

Pakistan Institute of Development Economics, Quaid-i-Azam University Campus,

Air University, PAF Complex Islamabad

Allama Iqbal Open University, Islamabad.
www.aiou.edu.pk/

Boards

Provincial Governments

Provincial Governments
            Government of Balochistan

Government of Pakistan

  •   Government of Pakistan
_

Medical Colleges

Government Sector

Nishtar Medical College, Multan




















.
Institute of Public Health, Lahore


    









Armed Forces Institute of Pathology, Rawalpindi












Private Sector




1.

2.

3.

4.

5.

6.

7.

8.
Gulab Devi Postgraduate Medical Institute, Lahore

9.
Faisalabad Institute of Research Sciences & Technology, Faisalabad

10.
Pakistan Institute of Ophthalmology, Al-Shifa Eye Trust Hospital, Rawalpindi 

11.

12.

13.

14.
Sughra Shafi Medical Complex, Narowal


15.
Munawar Memorial Hospital, Chakwal (Institute of Optometry)


16.

17.

18.
Continental Medical College, Lahore

19.

20.

21.

22.
_
23.

24.

25.

Popular Posts